Dukh To Km Nahi Hotey Roshni Bujhaney Say
---------------------------------------------------------------
Unki galiyon se jab guzre toh manzar ajeeb tha,
Dard tha magar woh dil ke kareeb tha,
Jise hum dhoondhte the apni hathoon ki lakeeroon mein.
Woh kisi doosre ki kismat, kisi aur ka naseeb tha.
---------------------------------------------------------------
Bhool se koi bhool hui to
bhool samajh kar bhool jana.
Are… bhoolna sirf bhool ko,
bhool se bhi hame na bhulana.
----------------------------------------------------------------
Apne dard-E-dil ka hamdard hamain hi paogey,
In tanhaiyon main sath hamain hi paogey,
Door hain tumse to kya hua,
In dooriyon main sabse kareeb hamain hi paogey.
-----------------------------------------------------------------
Samundar Ki Har Lehar Ko Sahil Nahin Milta
Yeh Dil Waloon Ki Dunya Hey Dost
Kisi Ko Dil Nahin Milta.To Koi Dil Se Nahi Milta
-------------------------------------------------------------------
Dil ki choton ne kabhi chain se rehnay na diya
jab hawa sard chali hum ne tujhe yaad kiya
Is ka rona nahin tum ne kiya dil barbaad
Is ka gham hai k buhat dair mein barbaad kiya
--------------------------------------------------------------------
Humare dilki gehrai ko koi samjh paya hi nai,
Kitne tanha hain hum koi jaan paya hi,
Kisi ko humari kami mehsoos ho,
Khuda ne hume aisa banaya hi nai
-------------------------------------------------------------------
Gallion sai meri tum nay guzar kar nahin daikha
Ghum yeh hai keh khushiyon nay mera ghar nahin daikha
.
Mehroom hai wo pyar ki doolat sai abhi tuk
Dil jis nay kahin apna laga kar nahin daikha
.
Gumnaan hai wo phool gulistaan-e- jahan mein
Khusboo ki tarha jis nay bikhar kar nahin daikha
.
Aainay fakat us ki tasali kay liye hein
Dulhan ki tarha jis nay sanwar kar nahin daikha
.
Yeh such hai mera qatal sar-e-aam howa hai
Kis ka tha meri peeth mein khanjar nahin daikha
.
Dil cheer kar niklay hein yeh ashaar mere
Afsoos inhein aap nay phar kar nahin daikha

chahat main…
qurbat ki khatir…
chura kar…
vasl lamhon ki raanai…
wo phair leta hai nigahain…
aur de jata hai…
lambi hilr ki saatain…
------------------------------------------------------------------
Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai
Woh Sach Kahe Na Kahe Aitebar Karna Hai
Yeh TujhKo Jagte Rehne Ka Shauk KabSe Hua
Mujhe To Khair Tera Intezaar Krna Hai
------------------------------------------------------------------
Kaise keh dun, ki khuda aaj faramosh nahi,
Aisa duba hun teri aankhon ki gaharai mein,
Haath mein jaam hai pine ka, magar hosh nahi
------------------------------------------------------------------
Qareeb Maut Khari Hai Zaraa Thahar Jao
Qazaa Se Aankh Lari Hai Zaraa Thahar Jao
Thaki Thaki Si Fazaayen Bujhe Bujhe Taare
Bari Udaas Ghari Hai Zaraa Thahar Jao
Nahin Ummeed Ki Ham Aaj Ki Sahar Dekhen
Ye Raat Ham Pe Kari Hai Zaraa Thahar Jao
Abhi Na Jao Ke Taaron Kaa Dil Dharaktaa Hai
Tamaam Raat Pari Hai Zaraa Thahar Jao
Phir Is Ke Baad Kabhi Ham Na Tum Ko Rokenge
Labon Pe Saans Ari Hai Zaraa Thahar Jao
--------------------------------------------------------------------
Yaad karke humein bhula dena
Beetay jazbon ko phir hawa dena
Naa cher dhun koi purani ab
Hai tera kaam bus rula dena
Aaj phir bebasi ka alam hai
Koi hal uss ka bhi suna dena
Raat ka hai nasha ya yaad teri
Jhoomte dil ko kuch dua dena
Aye afsaana-e-mohabbat aaj
Shamma-e-shouq tu jala dena
Aayegi yaad teri phir se aaj
Yaro hum soain toh jaga dena
----------------------------------------------------------------------
Dil ki udasion ko mitaya na ja saka.
Ik teri yaad thi keh bhulaya na ja saka.
Hum nay ki lakh koshish, hazaron kiay jatan.
Palkon pay ansoon ko bithaya na ja saka.
---------------------------------------------------------------------
Sab He Ko Sab Kuch Nahin Miltaqurbat ki khatir…
chura kar…
vasl lamhon ki raanai…
wo phair leta hai nigahain…
aur de jata hai…
lambi hilr ki saatain…
------------------------------------------------------------------
Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai
Woh Sach Kahe Na Kahe Aitebar Karna Hai
Yeh TujhKo Jagte Rehne Ka Shauk KabSe Hua
Mujhe To Khair Tera Intezaar Krna Hai
------------------------------------------------------------------
Ye din yun hi guzar jaenge,
Raat chupchaap hain, par chand khamosh nahi,Shayad hum yun hi bichar jaenge
Naraz na hona aap humari shararaton se
Yehi to wo pal hain
Jo -”KAL YAAD AYENGE”
------------------------------------------------------------------
Us ne ek bar kaha ta muj se
Barasti barish se ishq hai us ko
Pas us ka ishq apnanay ki hatir
Meri aankay har raat barasti hai
------------------------------------------------------------------
Barasti barish se ishq hai us ko
Pas us ka ishq apnanay ki hatir
Meri aankay har raat barasti hai
------------------------------------------------------------------
Kaise keh dun, ki khuda aaj faramosh nahi,
Aisa duba hun teri aankhon ki gaharai mein,
Haath mein jaam hai pine ka, magar hosh nahi
------------------------------------------------------------------
Qareeb Maut Khari Hai Zaraa Thahar Jao
Qazaa Se Aankh Lari Hai Zaraa Thahar Jao
Thaki Thaki Si Fazaayen Bujhe Bujhe Taare
Bari Udaas Ghari Hai Zaraa Thahar Jao
Nahin Ummeed Ki Ham Aaj Ki Sahar Dekhen
Ye Raat Ham Pe Kari Hai Zaraa Thahar Jao
Abhi Na Jao Ke Taaron Kaa Dil Dharaktaa Hai
Tamaam Raat Pari Hai Zaraa Thahar Jao
Phir Is Ke Baad Kabhi Ham Na Tum Ko Rokenge
Labon Pe Saans Ari Hai Zaraa Thahar Jao
--------------------------------------------------------------------
Yaad karke humein bhula dena
Beetay jazbon ko phir hawa dena
Naa cher dhun koi purani ab
Hai tera kaam bus rula dena
Aaj phir bebasi ka alam hai
Koi hal uss ka bhi suna dena
Raat ka hai nasha ya yaad teri
Jhoomte dil ko kuch dua dena
Aye afsaana-e-mohabbat aaj
Shamma-e-shouq tu jala dena
Aayegi yaad teri phir se aaj
Yaro hum soain toh jaga dena
----------------------------------------------------------------------
Dil ki udasion ko mitaya na ja saka.
Ik teri yaad thi keh bhulaya na ja saka.
Hum nay ki lakh koshish, hazaron kiay jatan.
Palkon pay ansoon ko bithaya na ja saka.
---------------------------------------------------------------------
Samundar Ki Har Lehar Ko Sahil Nahin Milta
Yeh Dil Waloon Ki Dunya Hey Dost
Kisi Ko Dil Nahin Milta.To Koi Dil Se Nahi Milta
-------------------------------------------------------------------
Zindagi k safar main akele the hum
Aap jaisa humeen mahrban mil gaya
.
Tum ne bakhshi hay humeen nayi zindagi
Warna dunya main koy humara na tha
Thi andheron main bhatki huy zindagi
.
.
Aap jaisa humeen mahrban mil gaya
.
Tum ne bakhshi hay humeen nayi zindagi
Warna dunya main koy humara na tha
Thi andheron main bhatki huy zindagi
.
.
Aur jine ka koy sahara na tha
Tum andheron main ban kar mile roshni
Jagmagata huwa ashiyan mil gaya
.
Tum agar ek ishara karo ge humeen
Chand tare bichaa deen ge hum rah main
Aazma kar humeen dekh lena kabhi
Jaan de deen ge hum aap ki chaha main
Aur ab kuch KHUDA se na magain ge hum
Muskarata huwa gulstaan mil gaya
.
Apni kismat pe hum ko bara naaz hay
Humsafar mil gaya karwaan mil gaya
Zindagi k safar main akele the hum
Aap jesa humeen mehrban mil gaya
--------------------------------------------------------------------- Tum andheron main ban kar mile roshni